Haan Bhai Haan Lyrics - Amit Kumar, Anuradha Paudwal

Haan Bhai Haan lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Anuradha Paudwal from Toofan (1989). The music of Haan Bhai Haan Dance track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa
Kaisa tufa kaisa tufa
Roke ruke na aisa tufa
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa
Kaisa tufa kaisa tufa
Roke ruke na aisa tufa
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa

Jeena bhi marna bhi unke liye
Hasna bhi rona bhi unke liye
Jeena bhi marna bhi unke liye
Hasna bhi rona bhi unke liye
Ab to gayi tu khwab se
Ab to gayi tu khwab se
Jane do jane do abhi hain nada
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa

bharatlyrics.com

Barso se maine sambhala ise
Kitne hi nazo se pala ise
Barso se maine sambhala ise
Kitne hi najo se pala ise
Kya apna dil doge ise
Kya apna dil doge ise
Is dil ke piche hain sara jaha
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa
Kaisa tufa kaisa tufa
Roke ruke na aisa tufa
Ha bhai ha main hoon jawa
Tune uthaya dil mein tufa.

Haan Bhai Haan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download