Haan Jab Tak Hai Jaan Lyrics - Lata Mangeshkar

Haan Jab Tak Hai Jaan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Sholay (1975). Haan Jab Tak Hai Jaan Dance soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Oo haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi

Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Lut jaayenge mit jaayenge
Mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi

Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Dil diya hai dil liya
Hai pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat
Ka imtehaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi

bharatlyrics.com

Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Main kahoongi gham
Sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin
Nahin main bezubaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi.

Haan Jab Tak Hai Jaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download