Haathon Mein Kitaab Lyrics - Kishore Kumar

Haathon Mein Kitaab Lyrics - Kishore Kumar

Haathon Mein Kitaab Lyrics - Kishore Kumar

Haathon Mein Kitaab lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Sansar (1971). The music of Haathon Mein Kitaab Masti track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai

Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai

Kar ja jara nazar se baat
Muh na fira ada ke sath
Kar ja jara nazar se baat
Muh na fira ada ke sath
Julafo ko de na jhtaka
Julafo me dil hai ataka
Bahut din bite akele jite
Raj nahi taal yaaro ka sawal
Piche lage aaj hua aada saal
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai

Uf ye teri lachkati chaal
Dil ka mere bura hai haal
Uf ye teri lachkati chaal
Dil ka mere bura hai haal
Thoda sa ruk ke hans ja
Matlab ye hai ke fas ja
Bahut din bite akele jite
Kate nahi raat bane nahi baat
Jaga jaga pyar mange tera sath
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai

Yu bhi kisi ka degi sath
Mehandi rachegi tere hath
Yu bhi kisi ka degi sath
Mehandi rachegi tere hath
Hona to hai parayi
Mujh me hai kya burayi
Bahut din bite akele jite
Tera ye gulam puche dil tham
Razi hai to bol bhuju paigam
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai

bharatlyrics.com

Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai.

Haathon Mein Kitaab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *