Hai Yeh June Ka Mahina Lyrics - Asha Bhosle

Hai Yeh June Ka Mahina lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Mud Mud Ke Na Dekh (1960). Hai Yeh June Ka Mahina Dance soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Prem Dhawan.

Ye hai june ka mahina
Aaye bada re pasina
Mar gayi garmi se
Le chal shimle babu
Mar gayi garmi se
Le chal shimle babu
Are le chal shimle babu
Mar gayi garmi se
Are le chal shimle babu
Mar gayi garmi se
Are le chal shimle babu

Kale pad gaye gal gulabi
Naina pad gaye pile
Kale pad gaye gal gulabi
Naina pad gaye pile
Kabhi na pucha tune re babu
Kabhi na pucha tune re babu
Thanda sarbat pile
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu

bharatlyrics.com

Nainital me bachpan bita
Shrinagar me jawani
Nainital me bachpan bita
Shrinagar me jawani
Tune meri kadar na jani haye re
Tune meri kadar na jani
Ja re rajasthani
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu

Dekh ke kale kale badal
Mai to nikli ghar se
Dekh ke kale kale badal
Mai to nikli ghar se
Jane kiski lagi najriya
Jane kiski lagi najriya
Chale gaye tum
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu
Mai mar gayi garmi se
Le chal shimle babu.

Hai Yeh June Ka Mahina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download