Hasin Ho Kudaa Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Hasin Ho Kudaa lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Mud Mud Ke Na Dekh (1960). Hasin Ho Kudaa Romantic soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Prem Dhawan.

Hasin ho

bharatlyrics.com

hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho

Hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho

Ye chaal bemisaal hai
Adaa bhi ye qamaal hai
Magar sunaa hai aapane
Qamaal to jamaal hai
Ye chaal bemisaal hai
Adaa bhi ye qamaal hai
Magar sunaa hai aapane
Qamaal to jamaal hai
Isalie kahataa hun akad ke na chalo
Hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho

Na yun gumaan ki jiye
Na itna maan ki jiye
Hai hum bhi saath aapke
Idhar bhi dhyaan dijiye
Na yun gumaan ki jiye
Na itna maan ki jiye
Hai hum bhi saath aapke
Idhar bhi dhyaan dijiye
Bahot hasi milenge humko
Naaz na karo
Hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho

Ji waasta hai aapka
Ye raasta hai aapka
Agar mai saath ho liya
To kya gaya zanaab ka
Ji waasta hai aapka
Ye raasta hai aapka
Agar mai saath ho liya
To kya gaya zanaab ka
Mai aadmi ho kaam ka
Mujhe bhi saath le chalo

Hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho
Hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho
Hasin ho hasin ho khudaa to nahi ho
Ruko ruko havaa to nahi ho.

Hasin Ho Kudaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download