Ham Aapke Hain Hamse Toh Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Ham Aapke Hain Hamse Toh lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Guru Ghantal (1956). The music of Ham Aapke Hain Hamse Toh Playful track is composed by Lachhiram Tamar while the lyrics are penned by Khawar Zaman.

Ham aapke hain hamse
Toh parada na kijiye
Aji parada na kijiye
Aji parada na kijiye
Ham ruth jayenge
Hame chheda na kijiye
Hame chheda na kijiye
Aji chheda na kijiye

Ik bat meri gaur se
Sun lijiye huzur
Ik bat meri gaur se
Sun lijiye huzur
Farmaiye farmaiye
Farmaiye farmaiye
Sun lenge ham zarur
Sun lenge ham zarur
Tirachhi nigah se
Hame dekha na kijiye
Dekha na kijiye
Ham aapke hain
Ham aapke hain hamse
Toh parada na kijiye
Aji chheda na kijiye
Hame chheda na kijiye

bharatlyrics.com

Kya jhuth muth bate
Banane se fayada
Kya jhuth muth bate
Banane se fayada
Baithe bithaye hamko
Baithe bithaye hamko
Satane se fayada
Satane se fayada
Yu bat bat par aji rutha na kijiye
Rutha na kijiye ham aapke hain
Ham aapke hain hamse
Toh parada na kijiye
Aji chheda na kijiye
Hame chheda na kijiye

Dar hai ki zamana
Kahi majbur na kar de
Dar hai ki zamana
Kahi majbur na kar de
Iss pyar ki duniya se
Iss pyar ki duniya se
Kahi dur na kar de
Kahi dur na kar de
Inn chhoti chhoti baton
Ko socha na kijiye
Socha na kijiye
Ham aapke hain
Ham aapke hain hamse
Toh parada na kijiye
Aji chheda na kijiye
Hame chheda na kijiye.

Ham Aapke Hain Hamse Toh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download