Ham Bhi Asir E Gham Hain Lyrics - Rajkumari Dubey

Ham Bhi Asir E Gham Hain lyrics, the song is sung by Rajkumari Dubey from Thes (1949). Ham Bhi Asir E Gham Hain Sad soundtrack was composed by Snehal Bhatkar with lyrics written by .

Hum bhi asir e gham hain
Ab tumse kya chhupana
Ab tumse kya chhupana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana

bharatlyrics.com

Shaayad ke is chaman mein
Phir inqualaab aaye
Phir inqualaab aaye
Shaayad ke is chaman mein
Phir inqualaab aaye
Phir inqualaab aaye
Lo kaanpne lagi hai
Har shaakh e aashiyana
Lo kaanpne lagi hai
Har shaakh e aashiyana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana

Gardish mein dil tha
Gardish mein dil tha
Tute falak ke taare
Tute falak ke taare
Gardish mein dil tha
Tute phalak ke taare
Tute phalak ke taare
Dohraaya jaa raha hai
Shaayad mera fasana
Dohraaya jaa raha hai
Shaayad mera fasana
Hum bhi to mar mitey hain
Jalata rahe zamana.

Ham Bhi Asir E Gham Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download