Ham Ko Dhoondhoge Lyrics - Neil Nitin Mukesh

Ham Ko Dhoondhoge lyrics, the song is sung by Neil Nitin Mukesh from Bandhan Pheron Ke (1985). Ham Ko Dhoondhoge Sad soundtrack was composed by Shyamji Ghanshyamji with lyrics written by Ramesh Anjum.

Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Hum chale jaayenge
Jis roj baharon ki tarah
Ham ko dhoondhoge

Jab bhi tanhaai ka
Aalam tujhko tadpayega
Jab bhi tanhaai ka
Aalam tujhko tadpayega
Yaad hum aayenge
Khamosh ishron ki tarah
Yaad hum aayenge
Khamosh ishron ki tarah
Ham ko dhoondhoge

Chandani raat ki
Dil kash hasee fizzo mein
Chandani raat ki
Dil kash hasee fizzo mein
Dil pe chha jaayege
Chaand sitaaro ki tarah
Dil pe chha jaayege
Chaand sitaaro ki tarah
Ham ko dhoondhoge

bharatlyrics.com

Meri yaade meri masum
Mohabbat ke lamhe
Meri yaade meri masum
Mohabbat ke lamhe
Dil ko behlayenge
Rangeen naron ki tarah
Dil ko behlayenge
Rangeen naron ki tarah
Ham ko dhoondhoge

Tune dekha hi kahan
Pyar bhari nazron se
Tune dekha hi kahan
Pyar bhari nazron se
Thaam lete tere daaman ko
Saharon ki tarah
Thaam lete tere daaman ko
Saharon ki tarah
Ham ko dhoondhoge

Main bahut door
Bahut door chala jaunga
Main bahut door
Bahut door chala jaunga
Phir na mil payenge
Majboor kinaro ki tarah
Phir na mil payenge
Majboor kinaro ki tarah
Ham ko dhoondhoge

Meri maiyyat pe na
Do boond bahana aasu
Meri maiyyat pe na
Do boond bahana aasu
Pher kar munh chale
Jaana hazaron ki tarah
Pher kar munh chale
Jaana hazaron ki tarah
Hum chale jaayenge
Jis roj baharon ki tarah
Ham ko dhoondhoge
Rangeen nazaron ki tarah
Ham ko dhoondhoge.

Ham Ko Dhoondhoge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *