Main Kab Se Kah Raha Hoon Lyrics - Deepmala, Manish Kumar

Main Kab Se Kah Raha Hoon lyrics, the song is sung by Deepmala, Manish Kumar from Bandhan Pheron Ke (1985). Main Kab Se Kah Raha Hoon Romantic soundtrack was composed by Shyamji Ghanshyamji with lyrics written by Ramesh Anjum.

Main kab se kah raha hoon
Kyaa keh rahe ho
Main kab se kah raha hoon
Bolo na jaldi se milne aaja
Mein uncale ke
Yahan tehara hoon
Jaldi se milne aaja
Mein uncale ke
Yahan tehara hoon

Tujhe milana to mafik hain
Tujhe milana to mafik hain
Ik tuhi aashiq nahi
Tere uncal bhi aashiq hain
Ik tuhi aashiq nahi
Tere uncal bhi aashiq hain
Aisa kyaa..

Aasmaan pe tare hain
Aasmaan pe tare hain
Kyaa kare uncale
Wo bhi to kunware hain
Kyaa kare uncale
Wo bhi to kunware hain
Juth bole to sataungi
Juth bole to sataungi
Apni gali ke kutte
Tere pichhe bhagaungi
Apni gali ke kutte
Tere pichhe bhagaungi

bharatlyrics.com

Tere ghar tak aaunga
Tere ghar tak aaunga
Teri gali ke kutte main
Seene se lagaunga
Teri gali ke kutte main
Seene se lagaunga
Husnai ka jhaghada hi kyaa
Husnai ka jhaghada hi kyaa
Jab gale aan mile
Saara shikava jaata raha
Jab gale aan mile
Saara shikava jaata raha.

Main Kab Se Kah Raha Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download