Hamari Gali Aao Lyrics - Zeenat Begum

Hamari Gali Aao lyrics, the song is sung by Zeenat Begum from Mukhda (1951). The music of Hamari Gali Aao Happy track is composed by Vinod while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.

Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye
Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye
Phagun ki rit hai
Paas bulaye ho paas bulaye
Ankhiya bichhaye
Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye

Garibo ki galiyo mein
Aake to dekho
Garibo ki galiyo mein
Aake to dekho
Yeh chhoti si nagri
Basake to dekho
Phir bhuloge gokul ki
Thandi hawaye
Phir bhuloge gokul ki
Thandi hawaye
Ankhiya bichhaye
Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye

bharatlyrics.com

Mahlo mein rahe ke na
Garibo ko bhulo
Mahlo mein rahe ke na
Garibo ko bhulo
Aao sakhi mere man ke
Jhule mein jhulo
Jhula jhulaye mithi
Batiya sunaye
Jhula jhulaye mithi
Batiya sunaye
Ankhiya bichhaye
Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye

Bath taku main
Teri gali ke kinare
Bath taku main
Teri gali ke kinare
Jiti hu shyam
Teri yaad ke sahare
Aao mere shyam
Dil ki nagri basaye
Aao mere shyam
Dil ki nagri basaye
Ankhiya bichhaye
Hamari gali aao shyam
Ankhiya bichhaye ji
Ankhiya bichhaye.

Hamari Gali Aao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download