Hamko Hamari Kismat Ne Mara Lyrics - Mohammed Aziz

Hamko Hamari Kismat Ne Mara lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Jeene Do (1990). The music of Hamko Hamari Kismat Ne Mara Playful track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Hamko hamari kismat ne mara
Ye aasman hain dusman hamara
Hamko hamari kismat ne mara
Ye aasman hain dusman hamara
Ya sukha aaya ya badh aayi
Ya sukha aaya ya badh aayi
Kabhi nahi pani kabhi pani hi pani
Ye hum kisano ki hain kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hain kahani

O zalimo tum sab yad rakhna
Sab dekhta hain rab yad rakhna
O zalimo tum sab yad rakhna
Sab dekhta hain rab yad rakhna
Ha rang layegi ye ek din to
Ha rang layegi ye ek din to
Hum bejubano ki bejubani
Ye hum kisano ki hai kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hai kahani

Ik dusre se hum kat gaye hain
Aapas ke jhagdo se bat gaye hain
Ik dusre se hum kat gaye hain
Aapas ke jhagdo se bat gaye hain
Hum khatam honge to khtam hogi
Hum khatam honge to khtam hogi
Ye dusmani hain sadiyo purani
Ye hum kisano ki hain kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hain kahani

bharatlyrics.com

Haske zahar bhi hum pee rahe the
Is aas par hum sab ji rahe the
Haske zahar bhi hum pee rahe the
Is aas par hum sab ji rahe the
Badlegi ek din kismat hamari
Badlegi ek din kismat hamari
Aayegi wapas rut woh suhani
Ye hum kisano ki hain kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hain kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hai kahani
Sine mein shole aankho mein pani
Ye hum kisano ki hai kahani

Hamko Hamari Kismat Ne Mara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download