Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmi Lyrics - Jagjit Singh

Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmi lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Aey Mere Dil (2001). Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmi Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Apani hi laash ka khud mazaar aadmi
Subah se shaam tak bojh dhota hua
Subah se shaam tak bojh dhota hua
Apni hi laash ka khud mazaar aadmi
Apni hi laash ka khud mazaar aadmi
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Har taraf har jagah beshumar aadmi
Har taraf bhaagte daudhte raaste
Har taraf bhaagte daudhte raaste
Har taraf aadmi ka shikaar aadmi
Har taraf aadmi ka shikaar aadmi
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Har taraf har jagah beshumar aadmi

bharatlyrics.com

Roz jita hua roz marta hua
Roz jita hua roz marta hua
Har naye din naya intezar aadmi
Har naye din naya intezar aadmi.
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Har taraf har jagah beshumar aadmi.
Zindagi ka mukkaddar safar dar safar
Zindagi ka mukkaddar safar dar safar
Aakhri saans tak bekaraar aadmi
Aakhri saans tak bekaraar aadmi.
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Har taraf har jagah beshumar aadmi
Har taraf har jagah beshumar aadmi.

Har Taraf Har Jagah Beshumar Aadmi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download