Haseeno Se Toh Bas Lyrics - Mohammed Rafi

Haseeno Se Toh Bas lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ustadon Ke Ustad (1963). Haseeno Se Toh Bas Playful soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Asad Bhopali.

Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi

bharatlyrics.com

Peele chehre hai magar
Unpe lipistic powder
Cartoono ki tarah
Aa rahe hai ye najar
Ye hai shame anjuman
Dekho inka bakpan
Husn ki tohin hai
Adkhule inke badan
Na inka pyar achha hai
Na inki berukhi achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Hasino se to bas sahab
Salamat dur ki achhi

Inki surat dekh kar
Inki halat dekh kar
Muskura denge huzur
Aap bhi muh fer kar
Ye to apne aap ki
Khud udate hai hasi
Ek tamashe ke siwa
Kuchh nahi ye zindagi
Andhere jisse sharmaye
Nahi wo roshni achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Hasino se to bas saheb
Salamat dur ki achhi
Na inki dosti achhi
Na inki dusmani achhi
Haseeno se toh bas sahab
Salamat dur ki achhi.

Haseeno Se Toh Bas Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download