Hathon Se Dil Tham Ke Lyrics - Asha Bhosle

Hathon Se Dil Tham Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Raj Kanya (1955). The music of Hathon Se Dil Tham Ke Playful track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Gopal Singh Nepali.

Hathon se dil tham
Ke payal jhankar de
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di

bharatlyrics.com

Apni dunia chupi rahi
Apne dil ke raz mein
Apni dunia chupi rahi
Apne dil ke raz mein
Sauj bhaja daur chala
Saaz ki aawaz mein
Sauj bhaja daur chala
Saaz ki aawaz mein
Saaz ki aawaz mein
Dekha jisne jhum ke
To ghum ke bahar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di

Meinhfil mein saha hai to
Lab pe hasi aa gayi
Meinhfil mein saha hai to
Lab pe hasi aa gayi
Ghunght ko hata ke dekha
To chandani cha gayi
Ghunght ko hata ke dekha
To chandani cha gayi
To chandani cha gayi
Aise baharo ki
Najar dekh ke utar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di

Aasuo mein haste aaye
Badhte aaye geet mein
Aasuo mein haste aaye
Badhte aaye geet mein
Jeet mili har mein to
Haar mili jeet mein
Jeet mili har mein to
Haar mili jeet mein
Haar mili jeet mein
Kismat ne hamein hamne
Kismat ko thokar mar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di

Hathon se dil tham
Ke payal jhankar de
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di
Hamne zindgani
Sari nach ke gujar di.

Hathon Se Dil Tham Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download