Hawa Pichle Pahar Lyrics - Kishore Kumar

Hawa Pichle Pahar lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Naya Andaz (1956). The music of Hawa Pichle Pahar Sad track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar.

Hawa pichle pahar jab
Dur sahnayi bajati hai
Mujhe ek bar fir apni
Mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir apni
Mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir

Milakar muh se muh sahil
Jab mauje gujarti hai
Milakar muh se muh sahil
Jab mauje gujarti hai
Mere sine me muddat ki
Dabi chote ubharti hai
Mere sine me muddat ki
Dabi chote ubharti hai
Mujhe ek bar fir apni
Mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir

Dhadkate dil me fir se
Pyar ke arman uthte hai
Dhadkate dil me fir se
Pyar ke arman uthte hai
Chale aao ke dil me saikdo
Tufan uth te hai
Chale aao ke dil me saikdo
Tufan uth te hai
Are tufan uth te hai
Are tufan uth te hai

Tumhi se pyar tumhi
Se karar milta hai
Tumhi se pyar tumhi
Se karar milta hai
Ye bat sach hai ke
Dil ek bar milta hai
Ye bat sach hai ke
Dil ek bar milta hai
Tumhi ho saz mera
Tumhi pe naz mera
Are mai tum pe fida
Najar milao jara
Are mai tum pe fida
Najar milao jara
Tumhari yad se dil
Ko khumar milta hai
Tumhari yad se dil
Ko khumar milta hai
Ye bat sach hai ke
Dil ek bar milta hai

bharatlyrics.com

Wafa ka apni sila
Hame to aaj mila
Hai ab maja hi maja
Raha na koi gila
Hai ab maja hi maja
Raha na koi gila
Hai khushnasib jise
Dil ka pyar milta hai
Hai khushnasib jise
Dil ka pyar milta hai
Ye bat sach hai ke
Dil ek bar milta hai.

Hawa Pichle Pahar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download