Hindustan Ki Khatir Lyrics - G. M. Durrani

Hindustan Ki Khatir lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Gaon Ki Gori (1945). Hindustan Ki Khatir Patriotic soundtrack was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) with lyrics written by Wali Sahab.

Hindustan ki khatir
Hum jan lada denge
Hindustan ki khatir
Hum jan lada denge
Hum shero ki aulad hai
Duniya ko bata denge
Duniya ko bata denge

bharatlyrics.com

Tipu ki abhi tak
Yaha talwar hai zinda
Tipu ki abhi tak
Yaha talwar hai zinda
Arjun ke agan ban ki
Raftar hai zinda
Arjun ke agan ban ki
Raftar hai zinda
Gobind ki talwar ka
Gobind ki talwar ka
Har war hai zinda
Hum phir bhi jawa zinda hai
Jami ko hila denge
Hum phir bhi jawa zinda hai
Jami ko hila denge
Hum shero ki aulad hai
Duniya ko bata denge
Duniya ko bata denge

Masti mein khazano ki
Sada vandana hogi
Masti mein khazano ki
Sada vandana hogi
Mandir mein kanhaiya ki katha
Band na hogi
Mandir mein kanhaiya ki katha
Band na hogi
Gurudware mein nanak ki
Gurudware mein nanak ki
Nawa band na hogi

Jo inko mitayega
Hum inko mita denge
Jo inko mitayega
Hum inko mita denge
Hum shero ki aulad hai
Duniya ko bata denge
Duniya ko bata denge.

Hindustan Ki Khatir Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download