Ho Gaya Hai Tujhko Lyrics - Lata Mangeshkar, Udit Narayan

Ho Gaya Hai Tujhko lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan from Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995). The music of Ho Gaya Hai Tujhko Love track is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Dekha na tune mudke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Door tu ja chuka tha
Hua kya
Na jaana
Ye dil kyon
Deewana

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ay vakt rukja thamja thaharja
Vaapas zara daud peechhe
Main chhod aayi khud ko jahan pe
Vo reh gaya mod peechhe

Kahan main
Kahan tu
Ye kaisa
Hai jaadu

bharatlyrics.com

Arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Kho gaya..kho gaya..

Ho Gaya Hai Tujhko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download