House Party (Title) Lyrics - Flint J, A King

House Party (Title) lyrics, the song is sung by Flint J, A King from House Party (2016). House Party (Title) Party soundtrack was composed by Ali Mustafa with lyrics written by A King.

Daaru daaru daaru..
Daaru daaru daaru..

Ik haath mein glass,
Duje haath mein hai daaru,
Daaru pee kar baby kya teri,
Aarti utaru,

Main jaata hun club,
Meri entry bhi band hai,
House party kar lenge,
Jo tu razaamand hai,

Ghar bhi nahi hai lock,
Bhara pada hai stock,
Itni pilaunga ke,
Ho jayegi tu drop,

Shor machaunga sabko pilaunga,
A king ke music pe sabko nachaunga,

bharatlyrics.com

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadatein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadatein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadatein kharaab hain,

Pee hai sharab maine,
Har ik dukaan se,
Pyar sa hogaya hai mujhe,
Daaru ke naam se,

Ghar wale kehte hain main,
Naa kisi kaam ka,
Main peg bhi piyu to baby,
Piyu tere naam ka,

Is baat mein koi shak nahi,
Banda main khatarnak hun,
Romance mein to baby,
Main hashmi ka baap hun,

Mere music ki wajah se aaj,
Mere paas fame hai,
Tu ab bhi dur khadi hai mujhse,
Haa shame shame hai,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

Suna hai baby dad tera,
Chalata hai ferrari,
Main ladka hun single,
Ladki tu bhi kunwari,

So aaj pilaunga itni,
Ke tu saari raat jhumegi,
Aur jhoom jhoom kar baby,
Mujko baat baat par chumegi,

House party hai ye maine,
Sabko pilani hai,
Kal kal karke,
Jawaani beet jaani hai,

Tere liye baby rakhi hai humne party,
Fj hai ready ladki tu bhi to naughty,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

Daaru daaru daaru,
Mujhe chad gayi sharab hai,
Daaru daaru daaru,
Meri aadtein kharaab hain,

House Party (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download