Hum Aashiq Hai Lyrics - Anand Kumar C, Suresh Wadkar

Hum Aashiq Hai lyrics, the song is sung by Anand Kumar C, Suresh Wadkar from Sunny (1984). Hum Aashiq Hai Classical soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Jis jurm pe hu mrswa hokar
Nikle the ek din jannat se
Us jurm pe duniya chhutegi
Majbur hai apni adat se
Hum aashiq hai mit jayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Dar dar ki thokare khayenge
Har dar se nikale jayenge
Dar dar ki thokare khayenge
Har dar se nikale jayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge

Rahi dil mein diware hai
Apni sar pe talware hai
Rahi dil mein diware hai
Apni sar pe talware hai
Lekin jo mohabbat karte hai
In bato se kab darte hai
Lekin jo mohabbat karte hai
In bato se kab darte hai

Hum duniya mein badnam sahi
Hum par lakho ilzam sahi
Hum duniya mein badnam sahi
Hum par lakho ilzam sahi
Kya aur karenge log bhala
Kya aur karenge log bhala
Suli pe hame latkayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai aashiq hai aashiq hai
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge

Pahre na bithao nazr pe
Parde na girao nazr pe
Pahre na bithao nazr pe
Parde na girao nazr pe
Kya samjhe ho kya jane ho
O logo tum deewane ho
Kya samjhe ho kya jane ho
O logo tum deewane ho
Ab hosh ki bate chand karo
Mat ye darwaje band karo
Ab hosh ki bate chand karo
Mat ye darwaje band karo
Pankho se tod ke pinjare ko
Pankho se tod ke pinjare ko
Ye panchhi to ud jayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai aashiq hai aashiq hai
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Na ayenge na ayenge na ayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge

Ho dusman to rasta rokenge
Har ek kadam par tokenge
Ho dusman to rasta rokenge
Har ek kadam par tokenge
Bhawre to milenge kaliyo se
Ek shor uthega galiyo se
Bhawre to milenge kaliyo se
Ek shor uthega galiyo se
Mahbub tamasha ye hoga
Kya khub tamasha ye hoga
Mahbub tamasha ye hoga
Kya khub tamasha ye hoga
Duniya hamse takrayegi
Duniya hamse takrayegi
Hum duniya se takrayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge

bharatlyrics.com

Dar dar ki thokare khayenge
Har dar se nikale jayenge
Dar dar ki thokare khayenge
Har dar se nikale jayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge
Par ishq se baj na aayenge
Hum aashiq hai mit jayenge.

Hum Aashiq Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *