Hum Bhant Bhant Ke Panchhi Hai Lyrics - Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

Hum Bhant Bhant Ke Panchhi Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar from Naya Sansar (1959). Hum Bhant Bhant Ke Panchhi Hai Happy soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Rajendra Krishan.

Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

Bag wahi hai bag ke jisme
Tarah tarah ki kaliya ho
Kahi taras ke champa ke ho
Kahi gulabi galiya ho
Koi paheli kahi nahi hai
Sidha saf ye chara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

bharatlyrics.com

Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Lekin dil me gira jo bandhe
Hai wo pahle kholo ji
Sur mein chahe farak ho fir bhi
Ek tara ek tara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai

Panjabi ya bangali
Madrashi ya gujrati ho
Preet ki ek barat hai ye
Preet ki ek barat hai ye
Tu sab ke sab kailashi ho
Bhesh ya boli kuchh bhi ho
Hum sab ek shama ke parwane
Aapas mein takrar kare
Hum aise to nahi deewane
Mandir maszid girza apna
Apna hi gurduwara hai

Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai.

 

Hum Bhant Bhant Ke Panchhi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download