Hum Dard Ka Afsana Lyrics - Shamshad Begum

Hum Dard Ka Afsana lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Dard (1947). Hum Dard Ka Afsana Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Hum dard ka afsana
Duniya ko suna denge
Hum dard ka afsana
Duniya ko suna denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge

bharatlyrics.com

Ho jayegi phir duniya
Aabad yatimo ki
Ho jayegi phir duniya
Aabad yatimo ki
Gunjegi zamane mein
Fariyad yatimo ki
Gunjegi zamane mein
Fariyad yatimo ki
Rote huye nagmo se
Toofan utha denge
Rote huye nagmo se
Toofan utha denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge

Sarkar-e-doalam ki
Ummat peh sitam kyun ho
Sarkar-e-doalam ki
Ummat peh sitam kyun ho
Allah key bando ko
Manjdhar ka gham kyun ho
Allah key bando ko
Manjdhar ka gham kyun ho
Islam ki kashtee ko
Hum paar laga denge
Islam ki kashtee ko
Hum paar laga denge
Ham dard kaa afsana
Duniya ko suna denge

Ehsan yatimo ki
Taqdeer pe kar dalo
Ehsan yatimo ki
Taqdeer pe kar dalo
Fariyad hai dil walo,
Fariyad hai dil walo
Fariyad hai dil walo,
Fariyad hai dil walo
Hum par bhi karam karna,
Hum tum ko dua denge
Hum par bhi karam karna,
Hum tum ko dua denge
Har dil me muhabbat ki
Ik aag laga denge.

Hum Dard Ka Afsana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download