Husna Tumhara Kya Lagata Hai Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Husna Tumhara Kya Lagata Hai lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Bhai (1997). The music of Husna Tumhara Kya Lagata Hai Dance track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Roop kunwara kya dikhta hai ai ai ya
Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Roop kunwura kya dikhta hai ai ai ya
Tarif meri karte ho
Yaar achha lagta hai
Mehbub ka mehbuba ko pyar achha lagta hai
Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Hey roop kunwara kya dikhta hai ai ai ya

Madhbari sokh chanchal aankhe
Rang inke nirale
Naram najuk ye lab hai tere
Ya gulabo ke pyale
Aise to na meri julfe sajao
Galo ki ye lali yu na churao
Jaan le lega ye tera yu muskurana
Mere dilbar koi sikhe tumse yu dil churana

bharatlyrics.com

Kho gayi main wafa ki panao mein
Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Hey roop kunwara kya dikhta hai ai ai ya
Tarif meri karte ho yaar acha lagta hai
Mehbub ka mehbuba ko pyar acha lagta hai
Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Roop kunwara kya dikhta hai ai ai ya
Husn tumhara kya lagta hai ai ai ya
Are roop kunwara kya dikhta hai ai ai ya.

Husna Tumhara Kya Lagata Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download