Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Lyrics - Mohammed Rafi

Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Pyaar Ki Jeet (1948). The music of Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Playful track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Bahte huye aansoo ruk na sake
Bahte huye aansoo ruk na sake
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa

Jeewan ke safar mein ham jinko
Samjhe the hamaare saathi hain
Jeewan ke safar mein ham jinko
Samjhe the hamaare saathi hain
Do qadam chale phir bichhad gaye
Do qadam chale phir bichhad gaye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa

bharatlyrics.com

Aashaaon ke tinke chun-chun kar
Sapnon kaa mahal banaayaa thaa
Aashaaon ke tinke chun-chun kar
Sapnon kaa mahal banaayaa thaa
Toofaan se tinke bikhar gaye
Toofaan se tinke bikhar gaye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa.

Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download