Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics - Shanti Mathur

Insaan Tha Pehle Bandar lyrics, the song is sung by Shanti Mathur from Son Of India (1962). The music of Insaan Tha Pehle Bandar Kids track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Na koi jhon tha na koi abdul
Na koi tha gopal
Sabki surat ek jaisi thi
Ek thi sabki chal
Ek thi sabki chal

Nange phirte the jangal
Me banke mast kalandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

bharatlyrics.com

Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Kam kiya ye pahla humne
Ban gaye jab insan
Miti ke do char gharo me
Bant diye bhagwan
Bant diye bhagwan

Kisi ne bola uncha gir ja
Kisi ne mast samandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka machhandar

Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar.

Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Insaan Tha Pehle Bandar is from the Son Of India (1962).

The song Insaan Tha Pehle Bandar was sung by Shanti Mathur.

The music for Insaan Tha Pehle Bandar was composed by Naushad Ali.

The lyrics for Insaan Tha Pehle Bandar were written by Shakeel Badayuni.

The music director for Insaan Tha Pehle Bandar is Naushad Ali.

The song Insaan Tha Pehle Bandar was released under the Saregama.

The genre of the song Insaan Tha Pehle Bandar is Kids.