Inteha (Title) Lyrics - Debanjali Chatterjee, Rit

Inteha (Title) lyrics, the song is sung by Debanjali Chatterjee, Rit from Inteha (2015). The music of Inteha (Title) Love, Sad track is composed by Rit while the lyrics are penned by Arghya Sarkar.

Aankhein kyun barasne lagi hai
Kya maine apna gham diya hai
Jaane kyun main ye sochta hoon
Woh pal bhi kya pal tere bina
Aankhein kyun barasne lagi hai
Kya maine apna gham diya hai
Jaane kyun main ye sochta hoon
Woh pal bhi kya pal tere bina
Bhula na paunga main tumhein
Mere saanson mein bas gaye ho tum
Ishq bhi leta hai kya inteha
Mujhe hai tumhare sang rehna
Aakhari pal tak tumhein hai pyar karna
Mujhe hai tumhare sang rehna
Aakhari pal tak tumhein hai pyar karna

bharatlyrics.com

Tu hi mere liye ab kar duaan
Jo tera hokar bhi na raha
Na jaane kaise jee raha hoon main
Beete lamhein yaad aane lage

Saansein kab ruk jaaye kaun jaane
Kab tak ye chalegi ek hi naam legi
Tumhara tumhara sirf tumhara..

Tu hi mere liye ab kar duaan
Jo tera hokar bhi na raha
Na jaane kaise jee raha hoon main
Beete lamhein yaad aane lage
Bhula na paunga main tumhein
Mere saanson mein bas gaye ho tum
Ishq bhi leta hai kya inteha
Mujhe hai tumhare sang rehna
Aakhari pal tak tumhein hai pyar karna
Mujhe hai tumhare sang rehna
Aakhari pal tak tumhein hai pyar karna

Jee raha hoon tumhare liye
Jeeunga mar jaaunga
Marne ke baad bhi jeeunga
Tumhare liye sirf tumhare liye.

Inteha (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download