Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics - Chandru Atma (C. H. Atma)

Is Bewafaa Jahaan Mein lyrics, the song is sung by Chandru Atma (C. H. Atma) from Aasmaan (1952). The music of Is Bewafaa Jahaan Mein Sad track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein

bharatlyrics.com

Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein

Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein.

Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Is Bewafaa Jahaan Mein is from the Aasmaan (1952).

The song Is Bewafaa Jahaan Mein was sung by Chandru Atma (C. H. Atma).

The music for Is Bewafaa Jahaan Mein was composed by Omkar Prasad Nayyar.

The lyrics for Is Bewafaa Jahaan Mein were written by Prem Dhawan.

The music director for Is Bewafaa Jahaan Mein is Omkar Prasad Nayyar.

The song Is Bewafaa Jahaan Mein was released under the Saregama.

The genre of the song Is Bewafaa Jahaan Mein is Sad.