Is Man Ki Nagariya Se Lyrics - Mahendra Kapoor, Sabita Banerjee

Is Man Ki Nagariya Se lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Sabita Banerjee from Lalkaar (1956). The music of Is Man Ki Nagariya Se Romantic track is composed by Sanmukh Babu while the lyrics are penned by Pandit Madhur.

O bedardi jane ke na kar bahane
O bedardi jane ke na kar bahane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

Ha hum khune jigar ko piye ja rahe hai
Hum khune jigar ko piye ja rahe hai
Tujhe yaad karke jiye ja rahe hai
Tujhe yaad karke jiye ja rahe hai
Tere saz me hai hamare tarane
Tere saz me hai hamare tarane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

bharatlyrics.com

Ha jab duniya ne mohar zuba par laga di
Jab duniya ne mohar zuba par laga di
To aankho ne dil ki kahani suna di
Kahani suna di
Ye zalim zamana laga muskurane
Ye zalim zamana laga muskurane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane

Na chanda hai apna sitare na apne
Ke rato me sapne lage hai tadapne
Ke rato me sapne lage hai tadapne
Meri nind tujhko chali hai manane
Meri nind tujhko chali hai manane
O is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane
Is man ki nagariya se jao to jane.

Is Man Ki Nagariya Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download