Ishq Gar Ek Taraf Ho Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Ishq Gar Ek Taraf Ho lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Khayaal (2011). The music of Ishq Gar Ek Taraf Ho Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Aur jab dono taraf ho
To mazaa deta hai
Aur jab dono taraf ho
To mazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai

Apne maathe pe ye
Bindiya ki chamak rehne do
Apne maathe pe ye
Bindiya ki chamak rehne do
Ye sitara mujhe
Manzil ka pata deta hai
Ye sitara mujhe
Manzil ka pata deta hai
Aur jab dono taraf
Ho to maza deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai

Aye namak paaash
Teri saawnli surat ki kasam
Aye namak paaash
Teri saawnli surat ki kasam
Dil ka har zakham
Tujhe dil se duaa deta hai
Dil ka har zakham
Tujhe dil se duaa deta hai
Aur jab dono taraf
Ho to maza deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai

Tu mujhe pyaar se
Dekhi ya na dekhi zaalim
Tu mujhe pyaar se
Dekhi ya na dekhi zaalim
Tera andaz mohabbat
Ka pata aa deta hai
Tera andaz mohabbat
Ka pata aa deta hai
Aur jab dono taraf
Ho to maza deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai

bharatlyrics.com

Main kisi jaam ka mohtaaj
Nahi hoon hasrat
Main kisi jaam ka mohtaaj
Nahi hoon hasrat
Mera saaqui mujhe
Aankho se pilaa deta hai
Mera saaqui mujhe
Aankho se pilaa deta hai
Aur jab dono taraf
Ho to maza deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai
Ishq gar ek taraf ho
To sazaa deta hai.

Ishq Gar Ek Taraf Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download