Izhaar-E-Gham Hain Aansu Lyrics - Janiva Roy

Izhaar-E-Gham Hain Aansu lyrics, the song is sung by Janiva Roy from Raat Hai Gehri (2013). The music of Izhaar-E-Gham Hain Aansu Ghazal track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Dr. Jamil Haider Shaad.

Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu
Aankhon ki saadagi mein
Hai beshumaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu

bharatlyrics.com

Ye shokh ye khushi mein
Nikale machal machal kar
Ye shokh ye khushi mein
Nikale machal machal kar
Lag jaaye thes dil par
Toh zaar zaar aansu
Aankhon ki saadagi mein
Hai beshumaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu

Moti saa ban ke bikhare
Shabnam ke qatre qatre
Moti saa banke bikhare
Shabnam ke qatre qatre
Phoolo ki saadmaae
Mausam ka pyaar aansu
Aankhon ki saadagi mein
Hai beshumaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu

Parwaane ki tamanna
Shoke wafaa mein jalna
Parwaane ki tamanna
Shoke wafaa mein jalna
Shamma pigal pigal kar
Roye hazaar aansu
Aankhon ki saadagi mein
Hai beshumaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu

Aye shaad kya sunaye
Aansu ke yeh fasaane
Aye shaad kya sunaye
Aansu ke yeh fasaane
Gham aur khushi hai dono
Dur parda yaar aansu
Aankhon ki saadagi mein
Hai beshumaar aansu
Izhaar-e-gham hain aansu
Khush hoon toh chaar aansu
Khush hoon toh chaar aansu
Khush hoon toh chaar aansu.

Izhaar-E-Gham Hain Aansu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Izhaar-E-Gham Hain Aansu is from the Raat Hai Gehri (2013).

The song Izhaar-E-Gham Hain Aansu was sung by Janiva Roy.

The music for Izhaar-E-Gham Hain Aansu was composed by Naushad Ali.

The lyrics for Izhaar-E-Gham Hain Aansu were written by Dr. Jamil Haider Shaad.

The music director for Izhaar-E-Gham Hain Aansu is Naushad Ali.

The song Izhaar-E-Gham Hain Aansu was released under the Yellow & Red Music.

The genre of the song Izhaar-E-Gham Hain Aansu is Ghazal.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *