Jaan Bachi So Laakho Lyrics - Shyam Kumar

Jaan Bachi So Laakho lyrics, the song is sung by Shyam Kumar from Sanjog (1943). Jaan Bachi So Laakho Funny soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Jaan bachi,
Jaan bachi so lakho paye
Lotke budhu ghar ko aaye
Jaan bachi so lakho paye

Bhali huyi jo sach se
Chhute nahi to aye maharaj
Bhali huyi jo sach se
Chhute nahi to aye maharaj
Hum rote aur ghumar ghumar
Jel ki chakki aaj
Hum rote aur ghumar ghumar
Jel ki chakki aaj
Aisi khatir bhad mein jaye
Jaan bachi so lakho paye
Jaan bachi,
Jaan bachi so lakho paye
Lotke budhu ghar ko aaye
Jaan bachi so lakho paye

bharatlyrics.com

Shan se pitate jute khakar
Wahi jo rahte aaj
Shan se pitate jhute khakar
Wahi jo rahte aaj
Aakhir patrang hoti beda hota par
Aakhir patrang hoti beda hota par
Murakh hai jo ab pachhtaye
Jaan bachi so lakho paye
Jaan bachi,
Jaan bachi so lakho paye
Lotke budhu ghar ko aaye
Jaan bachi so lakho paye
Banke aashiq jeb hai khali
Roti ko mohtaj
Banke aashiq jeb hai khali
Roti ko mohtaj
Wahi masal hai ganba teli
Pap na dekhe raaz
Wahi masal hai ganba teli
Pap na dekhe raaz
Aankh khuli to jute khaye
Jaan bachi so lakho paye.

Jaan Bachi So Laakho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download