Jaan Bhi De Doon Lyrics - Bappi Lahiri

Jaan Bhi De Doon lyrics, the song is sung by Bappi Lahiri from Albela (1987). Jaan Bhi De Doon Love soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Anjaan.

Jaan bhi de doon tere liye
Meri umar tu leke jeeye

Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena
Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena
Jaan bhi de doon tere liye
Jaan bhi de doon tere liye
Meri umar tu leke jeeye
Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena

Phoolo si tu hasti rahe
Titali ke jaisi udati phire
Phoolo si tu hasti rahe
Titali ke jaisi udati phire
Ban ke kiran naache sadaa
Laheron ki jaise gaati rahe
Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena

Taaron ki ho chunari teri
Maath pe chanda ki bindiya saje
Taaron ki ho chunari teri
Maath pe chanda ki bindiya saje
Sapno ka woh sajna mile
Tu mahelo ki raani bane
Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena

bharatlyrics.com

Koi bhi gham tu naa sahe
Aansoo bahaye tu na kabhi
Koi bhi gham tu naa sahe
Aansoo bahaye tu na kabhi
Meri hasee meri khushi
Tere liye hai jaan meri
Nare na na-na-na
Ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena
Jaan bhi de doon tere liye
Jaan bhi de doon tere liye
Meri umar tu leke jeeye
Nare na na-na-na ye na kahena
Mujhko milegi kahaan aisi bahena.

Jaan Bhi De Doon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jaan Bhi De Doon is from the Albela (1987).

The song Jaan Bhi De Doon was sung by Bappi Lahiri.

The music for Jaan Bhi De Doon was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Jaan Bhi De Doon were written by Anjaan.

The music director for Jaan Bhi De Doon is Bappi Lahiri.

The song Jaan Bhi De Doon was released under the Saregama.

The genre of the song Jaan Bhi De Doon is Love.