Jaana Lyrics - Zoe Viccaji, Zohaib Hassan

Jaana lyrics, the song is sung by Zoe Viccaji, Zohaib Hassan from Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014). The music of Jaana Romantic track is composed by Strings (Band) while the lyrics are penned by .

Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana ham rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen o ho ho hoo

bharatlyrics.com

Duniya saari de kar le loon
Main ik tera pyaar yeh pyaar
Saathi ho jo tere jaisa
Kya karna sansaar sansaar
Zameen hai kya jo tu kahe
Main chaand pe
Tere saath chal rahoon
Jaana zindagi se na jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana ham
Rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen

Mere jeewan mein hai
Tere geeton ki
Jhankaar jhankaar
Aur tere sang main
Angaaron par
Chalne ko taiyaar
Tum door ho hazaar gham
Tum paas ho to mujhe
Har khushi jaana

Zindagi se nah jaana
Pyaar ka yeh khazaana
Lut na jaaye kahin
Ho jaana
Ham rahenge tumhaare
Hain jab tak sitaare
Hai jab tak zameen
Jaana jaana
Jaana jaana
Jaana jaana
Jaana jaana jaana.

Jaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download