Jaane Jigar Yun Hi Agar Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Jaane Jigar Yun Hi Agar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Mujrim (1958). The music of Jaane Jigar Yun Hi Agar Love track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Bahaki nazar chha raha hai nasha
Dekhe na koi sambhalo jara

Bahaki nazar chha raha hai nasha
Dekhe na koi sambhalo jara

bharatlyrics.com

Tu jo mili hai to fir jane mann
Duniya ka gham khaye meri bala

Tu jo mili hai to fir jaane mann
Duniya ka gham khaye meri bala

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Tu hi mere pyar ka saz hai
Teri wafa par mujhe naz hai

Tu hi mere pyar ka saz hai
Teri wafa par mujhe naz hai

Nikali jo tere labo se sanam
Ye to mere dil ki awaz hai

Nikali jo tere labo se sanam
Ye to mere dil ki awaz hai

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera

Jaane jiger yun hi agar hota rahe
Isara tera

Arma bhare dil ke liye kafi hai
Ye sahara tera.

Jaane Jigar Yun Hi Agar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download