Jaane Kaun Thi Haseena Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Asha Bhosle

Jaane Kaun Thi Haseena lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Asha Bhosle from Sanam Harjai (1995). The music of Jaane Kaun Thi Haseena Playful track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by .

Jaane kaun thi haseena
Jisne mere dil ko chhina
Jaane kaun thi haseena
Jisne mere dil ko chhina
Koi jadugar thi wo
Usko takta reh gaya ho
Jaane kaun thi haseena

Jaane kaun tha deewana
Le gaya dil mera anjaana
Jaane kaun tha deewana
Le gaya dil mera anjaana
Koi jadugar tha wo
Usko takti reh gayi ho
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena

Surmai jaisi shaam thi
Taaro mein wo chaand thi
Bhago mein bahar thu
Ladki wo gumnaam thi
Surmai jaisi shaam thi
Taaro mein wo chaand thi
Bhago mein bahar thu
Ladki wo gumnaam thi
Banke dil pe barsi pyaar
Jaise sawan ka mahina
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana
Koi jadugar thi wo
Usko takta reh gaya ho
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana

Thoda sa pagal tha wo
Aawra badal tha wo
Aankho mein sajayo mein
Pyaara sa kajal tha wo
Thoda sa pagal tha wo
Aawra badal tha wo
Aankho mein sajayo mein
Pyaara sa kajal tha wo
Aise dil mein bas gaya ho
Jo angoothi mein nagina
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena
Koi jadugar tha wo
Usko takti reh gayi ho
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena

bharatlyrics.com

Kali thi wo anaar ki
Surat thi wo pyar ki
Kudrat ki paakiza thi
Rab ka wo deedar thi
Kali thi wo anaar ki
Surat thi wo pyar ki
Kudrat ki paakiza thi
Rab ka wo deedar thi
Tujhko laakho salam
Sajan tera hia shukrana
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana
Koi jadugar thi wo
Usko takta reh gaya ho
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana
Jaane kaun thi haseena
Jaane kaun tha deewana.

Jaane Kaun Thi Haseena Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download