Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta)

Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta) from Black Magic (1988). Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Rana Sahri.

Jab bhi tanhai se ghabra ke simat jate hai
Jab bhi tanhai se ghabra ke simat jate hai
Hum teri yaad ke daaman se lipat jate hai
Jab bhi tanhai se ghabra ke simat jate hai

Unpe toofan ko bhi afsos hua karta hai
Unpe toofan ko bhi afsos hua karta hai
Wo safine jo kinaron pe ulat jaate hai
Wo safine jo kinaron pe ulat jaate hai
Hum teri yaad ke daaman se lipat jate hai
Jab bhi tanhai se ghabra ke simat jate hai

bharatlyrics.com

Hum to aaye the rahe
Saakh mein phoolo ki tarah
Hum to aaye the rahe
Saakh mein phoolo ki tarah
Tum agar haar samajhte ho to hat jate hai
Tum agar haar samajhte ho to hat jate hai
Hum teri yaad ke daaman se lipat jate hai
Jab bhi tanhai se ghabra ke simat jate hai.

Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke is from the Black Magic (1988).

The song Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke was sung by Chitra Singh (Chitra Dutta).

The music for Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke was composed by Jagjit Singh.

The lyrics for Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke were written by Rana Sahri.

The music director for Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke is Jagjit Singh.

The song Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke was released under the ABC Music.

The genre of the song Jab Bhi Tanhai Se Ghabra Ke is Ghazal.