Yeh Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Lyrics - Jagjit Singh

Yeh Bhi Kya Ehsaan Kam Hai lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Black Magic (1988). Yeh Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Sudarshan Faakir.

Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka
Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka
Ho raha hai har taraf
Charcha humara aap ka
Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka

bharatlyrics.com

Chaand mein to daag hai
Par aape mein wo bhi nahi
Chaand mein to daag hai
Par aape mein wo bhi nahi
Chaudhwi ke chand se
Badhke hai chehra aap ka
Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka

Ishq mein aise bhi hum
Dube huye hai aap ke
Ishq mein aise bhi hum
Dube huye hai aap ke
Apne chehre pe sada
Hota hai dhokha aap ka
Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka

Chand sooraj dhup subahah
Keh kasha tare shama
Chand sooraj dhup subahah
Keh kasha tare shama
Har ujale ne churaya
Hai ujaala aap ka
Yeh bhi kya ehsaan kam
Hai dekhiye na aap ka.

Yeh Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download