Jab Dosti Hoti Hai Lyrics - Ghulam Mohammad, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), S.Balbir

Jab Dosti Hoti Hai lyrics, the song is sung by Ghulam Mohammad, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), S.Balbir from Biwi Aur Makan (1966). The music of Jab Dosti Hoti Hai Friendship track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Ahsan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

bharatlyrics.com

Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are jal bin tadpat machli
Jaise nal bin tadpe pani
Are saf pani bina chalte
Asnan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

Ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
Hum pandaw hai bharat ke jo kahde wahi hoga
Ye pancho ki panchayat jo soche sahi hoga
Hum pandaw hai bharat ke jo kahde wahi hoga
Oye jam ke khidma du
Dudh ka dahi hoga to dudh ka dahi hoga
Meera ke parbhi kahat kabira
Jiwan kaj karam kashtira
Meera ke parbhi kahat kabira
Jiwan kaj karam kashtira
Aur kashat bina ye jiwan aasan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to

Ungli se ungli ka jab tak jod salamat
Hath salamat choti badi hai to kya
Pancho hai to hath salamat
Ek ek ke hai panch mukaddar
Taklifo se ghabrana mat
Naje jod jawani panch se panch mile to
Bachpan pancho sath hai
Nuksan nahi hota
Jab dosti hai to dosti hoti hai
Or dosto ke koi ahsan nahi hota
Jab dosti hai to.

Jab Dosti Hoti Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download