Rehne Ko Ghar Do Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Rehne Ko Ghar Do lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Biwi Aur Makan (1966). Rehne Ko Ghar Do Playful soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Rahne ko ghar do
Rahne ko ghar do
Chat pe ho farsh ya farsh pe chat ho
Khidki widki bijli wijli
Ghanti wanti kuch nahi chahiye pyare
Bas ek chhota sa darwaja ho
Rahne ko ghar do

bharatlyrics.com

Int pe int zama kar lo
Ghar upar upar jata hai
Ghar upar upar jata hai
Bhade se unchi buliding me
Buliding se uncha badha hai
Buliding se uncha badha hai
Farsh pe rahne wale kaise arash pe jaye
Pyare rahne ko ghar do do
Rahne ko ghar do
Chat pe ho farsh ya farsh pe chat ho
Khidki widki bijli wijli
Ghanti wanti kuch nahi chahiye pyare
Bas ek chhota sa darwaja ho
Rahne ko ghar do

Thoda sa jal thode se chane ek chardiwari
Panch jane panch pandva
Thoda sa jal thode se chane ek chardiwari
Panch jane shehar me tere sharan bina
Sharan bina sharanathi ho gaye pyare

Kutiya na sahi koi khali kuwa
Upar na sahi taikhano me
Upar na sahi taikhano me
Tali ho agar to jel sahi
Shamil kar lo diwno me kar lo
Shamil kar lo diwano me
Aaspadosh udhar mile to
Kuch nahi chahiye pyare
Rahne ko ghar do do rahne ko ghar do
Chat pe ho farsh ya farsh pe chat ho
Khidki widki bijli wijli
Ghanti wanti kuch nahi chahiye pyare
Bas ek chhota sa darwaja ho
Rahne ko ghar do.

Rehne Ko Ghar Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download