Jab Hum Tum Dono Raazi Lyrics - Asha Bhosle

Jab Hum Tum Dono Raazi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bade Sarkar (1957). Jab Hum Tum Dono Raazi Dance soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Jab hum tum dono raazi
To kya karega
Kazi saniya humse lada le
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi
To kya karega
Kazi saniya humse lada le
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi

Kyu duniya ke pichhe bhage
Kyu duniya ke pichhe bhage
Kuch nahi duniya dil ke aage
Kuch nahi duniya dil ke aage
Dekh nazara pakad ke hath humara
Samajh le dil ka ishara
Jama le rang zara
Saniya humse lada le
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi
To kya karega
Kazi saniya humse lada le
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi

bharatlyrics.com

Le le koi is rut ki nishani
Le le koi is rut ki nishani
Dekh ye ghadiya phir nahi aani
Dekh ye ghadiya phir nahi aani
Chod jhmaila balam
Kyu phire akaila
Laga hai rup ka maila
Jama le rang zara
Saniya humse lada le ankhe
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi
To kya karega kazi
Saniya humse lada le ankhe
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi

Man marzi se reh le pyare
Man marzi se reh le pyare
Kuchh sun le kuchh keh le pyare
Kuchh sun le kuchh keh le pyare
Jiye jawani o mere dilbar jani
Zara kar le man mani
Jama le rang zara
Saniya humse lada le ankhe
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi
To kya karega kazi
Saniya humse lada le ankhe
Maile ke bazar mein
Jab hum tum dono raazi.

Jab Hum Tum Dono Raazi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download