Jab Jab Hota Naash Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jab Jab Hota Naash Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jab Jab Hota Naash Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jab Jab Hota Naash lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Prabhu Ki Maya (1955). The music of Jab Jab Hota Naash Devotion track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Pandit Madhur.

Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab kans ke atyacharo se
Bhumandal par badha gaye
Jab prakruti ke har aansu par
Tukade tukade pataal hua
Tab gharbha ke sati devaki ke
Us pal mein aathama laal hua

bharatlyrics.com

Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Phir vasudev neej laal ko mathura
Ke gokul mein le jaata hai
Avtaar baal mein jhule
Sansaar beriya gaata hai

Jab jab hota nash dharam ka
Aur paap badh jata hai
Tab lete avtar parbhu
Yeh vishv shanti pata hai

Jab mitti khaate kaan kuvar ko
Dekha yashoda maiya ne
Munha kholke sara vishva
Dikhaya maiyaa ko kishan kaniya ne

Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane
Kahi matki phodi makhan khaya
Kahi woh makhan chore bane.

Jab Jab Hota Naash Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *