Ghum Raha Hai Chakra Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Ghum Raha Hai Chakra lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Prabhu Ki Maya (1955). The music of Ghum Raha Hai Chakra Motivational track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Pandit Madhur.

Ghum raha hai chakar jagat ka
Hum tum sab hai dhage
Yahi chuta in dhago se lobh moh
Jo tyage

bharatlyrics.com

Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai

Kon pita hai kon hai mata
Kon pita hai kon hai mata
Ek bharam ki door hai
Jeevan ke sab jhuthe nate mati charo
Or hai tu parbhu se nata jod vohi
Sab ka rakhwala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai

Chaya ek aneko chaya maya ka sab
Khail hai maya ka sab khail hai
Tab tak diya jala karta hai jab tak
Usme tail hai jab tak usme tail hai
Chota hoya bada jala ke sabko jwala hai
Amta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Moh ka parda kala hai jagat makdi
Ka jala hai mamta ka nata tod
Na kuch bhi rehne wala hai
Jagat makdi ka jala hai
Jagat makdi ka jala hai
Jagat makdi ka jala hai om hari om
Jagat makdi ka jala hai om hari om
Jagat makdi ka jala hai om hari om.

Ghum Raha Hai Chakra Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download