Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics - Raju Magare

Jab Jab Saavan Aata Hai lyrics, the song is sung by Raju Magare from Saavan Ki Aahat Se (2015). Jab Jab Saavan Aata Hai Romantic, Sad soundtrack was composed by Suneet Borgaonkar with lyrics written by Raju Magare.

Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Mere saath kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Aye upar waale dekh le
Neeche zameen pe aake
Taklif kya hoti hai
Khud dekh le aazmaake
Is dard se is marz se
Is dard se is marz se
Dil paagal kyun hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai

bharatlyrics.com

Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Aye rooth ke jaane waale
Tu waapas kab aayega
Yeh dil toh liya hai tune
Kab jaan le jaayega
Har baat mein barsaat mein
Har baat mein barsaat mein
Woh yaad kyun aata hai
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai
Mera pyaar judaah hota hai
Har saal ye har baar yeh
Har saal ye har baar yeh
Jab jab saavan aata hai
Mera yaar judaah hota hai
Jab jab saavan aata hai.

Jab Jab Saavan Aata Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download