Jeena Na Aaya Hamein Lyrics - Raju Magare

Jeena Na Aaya Hamein lyrics, the song is sung by Raju Magare from Saavan Ki Aahat Se (2015). The music of Jeena Na Aaya Hamein Romantic, Sad track is composed by Suneet Borgaonkar while the lyrics are penned by Raju Magare.

Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai

bharatlyrics.com

Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Dil ko gham hi rahe
Sakoon na mil saka
Chahat ki aasha mein tum
Nafrat ko hi paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai

Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Jab se tu humse
Door jaake ruki
Humne toh khud apne hi
Jeevan ko jalaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai.

Jeena Na Aaya Hamein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download