Jab Kisi Se Koi Gila Rakhana Lyrics - Jagjit Singh

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhana lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from In Search (1992). Jab Kisi Se Koi Gila Rakhana Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Jab kisi se koi gila rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana
Samne apne aaina rakhana
Samne apne aaina rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana

Yun ujalo se wasta rakhana
Yun ujalo se wasta rakhana
Shamma ke paas hi
Hawa rakhana
Shamma ke paas hi
Hawa rakhana
Samne apne aaina rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana

Ghar ki taameer chahe jaisi ho
Ghar ki taameer chahe jaisi ho
Isme rone ki jageh rakhana
Isme rone ki jageh rakhana
Samne apne aaina rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana

bharatlyrics.com

Masjide hain namaaziyo ke liye
Masjide hain namaaziyo ke liye
Apne ghar mein kahin
Khuda rakhana
Apne ghar mein kahin
Khuda rakhana
Samne apne aaina rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana

Milan-julna jahan zaroori ho
Milan-julna jahan zaroori ho
Milne-julne ki hauslaa rakhana
Milne-julne ki hauslaa rakhana
Samne apne aaina rakhana
Jab kisi se koi gila rakhana.

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download