Jab Raat Nahin Katati Lyrics - Lata Mangeshkar

Jab Raat Nahin Katati lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Changez Khan (1957). The music of Jab Raat Nahin Katati Sad track is composed by Hansraj Behl while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategi
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategi

Jo aag lagi dil mein
Ashqon ne bujhaai hai
Jo aag lagi dil mein
Ashqon ne bujhaai hai
Ashqon ne bujhaai hai
Ashqon ne jo bhadkaai
Aag wo kaise bujhegi
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategi

bharatlyrics.com

De de ke hame aansu
Ye duniya khushi maange
De de ke hame aansu
Ye duniya khushi maange
Ye duniya khushi maange
Jo shaakh se tuti ho
Kali wo kaise khilegi
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategi

Ae dard zara dam le
Marne ki duaa kar lun
Ae dard zara dam le
Marne ki duaa kar lun
Marne ki duaa kar lun
Gar ham na mite ae dil
Maut phir kaise jiyegi
Jab raat nahin katati
Ik raat nahin katati
Zindagi kaise kategi
Jab raat nahin.

Jab Raat Nahin Katati Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download