Jab Se Gair Bas Gaye Hain Lyrics - Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur

Jab Se Gair Bas Gaye Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur from Chahat (1995). Jab Se Gair Bas Gaye Hain Sad soundtrack was composed by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender) with lyrics written by Rani Malik.

Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Laakhon kaante chubh gaye hain
Meri nazaro ke paaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein

Ek mohabbat deke tune
Kya kyaa dil se chhinn liya
Ek mohabbat deke tune
Kya kyaa dil se chhinn liya
Dhadkan dubi saansein ghum hain
Dhadkan dubi saansein ghum hain
Aansu hi in aankhon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein

bharatlyrics.com

Tufaan pe bharosa hain lekin
Iss dil pe bharosa kaun kare
Tufaan pe bharosa hain lekin
Iss dil pe bharosa kaun kare
Ghum mein dub na jaaye hum
Tere ghum mein dub na jaaye hum
Bin maaji ke naav mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein

Laakhon kaante chubh gaye hain
Meri nazaro ke paaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein.

Jab Se Gair Bas Gaye Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download