Jagte Hain Hum Lyrics - Sonu Nigam

Jagte Hain Hum lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Khiladi 420 (2000). Jagte Hain Hum Happy soundtrack was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod with lyrics written by Sameer.

Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar
Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar
Nind kho gayi chain kho gaya
Kya kare hame pyaar ho gaya
Tum ho bekhabar nahi
Tumhe hai kuch khabar
Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar

Haal dil ka jaane ja na kaise hum kahe
Door tumse door tumse kaise hum rahe
Haal dil ka jaane ja na kaise hum kahe
Door tumse door tumse kaise hum rahe
Na tumhe pata na hame pata
Bewaja hame aaraha maja
Bekarar karne wali aai hai umar
Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar

bharatlyrics.com

Maar daale na hame
Yeh bekarariyaan
Hosh mein naa aane
Degi ye khumaariyaan
Maar daale na hame
Yeh bekarariyaan
Hosh mein naa aane
Degi ye khumaariyaan
Chaa raha sanam pyaar ka nasha
Tum ko jaane na ho gaya yeh kya
Door kyon khadi hai paas aa zara idhar
Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar
Nind kho gayi chain kho gaya
Kya kare hame pyaar ho gaya
Tum ho bekhabar nahi
Tumhe hai kuch khabar
Jaagte hain hum raat raat bhar
Kar gayi teri chahate asar.

Jagte Hain Hum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jagte Hain Hum is from the Khiladi 420 (2000).

The song Jagte Hain Hum was sung by Sonu Nigam.

The music for Jagte Hain Hum was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod.

The lyrics for Jagte Hain Hum were written by Sameer.

The music director for Jagte Hain Hum is Darshan Rathod, Sanjeev Rathod.

The song Jagte Hain Hum was released under the Saregama.

The genre of the song Jagte Hain Hum is Happy.