Jahan Wale Humein Duniya Mein Lyrics - Lata Mangeshkar

Jahan Wale Humein Duniya Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kundan (1955). Jahan Wale Humein Duniya Mein Sad soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Jahan wale humein duniya mein
Kyun paida kiya toone
Jahan wale humein duniya mein
Kyun paida kiya toone
Gareebi de ke aankhen pher lin
Ye kya kiya toone
Jahan waale

Mujhe shiqwa nahin
Toone mita di zindagi meri
Mujhe shiqwa nahin
Tune mita di zindagi meri
Karam se tere takrati
Kahaan tak muflisi meri
Mere dil ki ummeedein tod din
Achha kiya tune
Jahan wale

bharatlyrics.com

Hamein kya ham to mar mar kar
Jiye hain aur jee lenge
Hamein kya ham to mar mar kar
Jiye hain aur jee lenge
Hamesha khoon ke aansoo
Piye hain aur pi lenge
Zamaane mein khud apne naam ko
Ruswa kiya tune
Jahan wale hamein duniya mein
Kyun paida kiya tune
Jahan wale.

Jahan Wale Humein Duniya Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download