Jaise Kahin Lehra Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Jaise Kahin Lehra Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Afsana (1966). The music of Jaise Kahin Lehra Ke Happy track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Jaise kahi lahrake
Pawan chanchal nikle
Jaise kahi lahrake
Pawan chanchal nikle
Tod kar har zanjeer
Sitam hum par nikle

Bin jane bin dekhe
Kise humrahi kah de
Bin jane bin dekhe
Kise humrahi kah de
Duniya ko thukrake
Hum pheke hue aachal nikle
Jaise kahi lahrake
Pawan chanchal nikle
Tod kar har zanjeer
Sitam hum par nikle

Waha koi nahi apna
Piche mud kar kya takna
Waha koi nahi apna
Piche mud kar kya takna
Chalte hi rahne ki jab
Bandh ke hum payal nikle
Jaise kahi lahrake
Pawan chanchal nikle
Tod kar har zanjeer
Sitam hum par nikle

bharatlyrics.com

Aayegi kabhi eye dil
Teri manchahi koi manjil
Aayegi kabhi eye dil
Teri manchahi koi manjil
Hum bhi to isi dhun me
Ankho mein bhare
Kajal mein chale
Jaise kahi lahrake
Pawan chanchal nikle
Tod kar har zanjeer
Sitam hum par nikle.

Jaise Kahin Lehra Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download