Jaise Pyaase Ka Hak Hai Pani Par Lyrics - Mitali Singh

Jaise Pyaase Ka Hak Hai Pani Par lyrics, the song is sung by Mitali Singh from Ek Aarzoo (2004). The music of Jaise Pyaase Ka Hak Hai Pani Par Ghazal track is composed by Ravi Pawar while the lyrics are penned by Harsh Brahmbhatt.

Jaise pyaase ka hak hai pani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par
Moat ka hak hain zindagani par
Moat ka hak hain zindagani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par

bharatlyrics.com

Ek thehara huaa samandar ho
Ek thehara ek thehara
Ek thehara huaa samandar ho
Jiske buniyaad hain rawaani par
Jiske buniyaad hain rawaani par
Jaise pyaase ka hak hain pani par
Moat ka hak hain zindagani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par

Tu hawao mein uddna dikhala de
Tu hawao mein..tu hawao mein
Tu hawao mein uddna dikhala de
Main bhi chalna dikha doon paani par
Main bhi chalna dikha doon paani par
Jaise pyaase ka hak hain pani par
Moat ka hak hain zindagani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par

Meri khamoshio ko sunle tu
Meri khamoshi..meri khamoshi
Meri khamoshio ko sunle tu
Goar kar meri bejubaani par
Goar kar meri bejubaani par
Jaise pyaase ka hak hain pani par
Moat ka hak hain zindagani par
Jaise pyaase ka hak hai pani par.

Jaise Pyaase Ka Hak Hai Pani Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download